Monday, August 8, 2011

Paramatma, Bhagaban Vishnu and Krishna Avtar

Those who encounter with the Hinduism for the first time, get confusion over these three terms - Paramatma, Vishnu and Avtar of Vishnu being Krishna and Ram.

Many get confusion that Paramtma is Vishnu, Vishnu took birth as Krishna, hence Krishna is avtar of Paramatma. Last night we had a great discussion on this topic. I am reproducing the same here.


hmm yha se suru krte h

    • Akhila Chandra Padhi ha ji boliye....
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya ji
      11 hours ago ·

    • Rajeev Sharma sbse phle avtaro k barree main aap dono ki ra
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya Rajeev bhai, bolo
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi boliye rajeev ji, kya doubt he ?
      11 hours ago ·

    • Rajeev Sharma avtar h ya nhi
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya eeshvar aparivartansheel hai isliye koi shareer dhaaran nahi karta

      11 hours ago ·


    • Akhila Chandra Padhi agreed iswar avtar nh lete... lekin manushya k sukh keliye unhone devtao ko banaya he. ye devtaye v kuch bandhan me bandhe he. wo anek bar avtar leke dharti pr aye he, or agey v ayenge.lekin avtar kya he ye janna baht jaruri he.. avtar is from the word avataran.... matlab ana..

      11 hours ago · 



    • Vajra Arya Lo Rajeev bhai.. samaadhaan ho gaya akhila ji bhi vahi maante hain
      11 hours ago · 

    • Rajeev Sharma to phir vishnu avtar ka sach



    • Vajra Arya mool prashn avtaar par hi tha..
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya vo kaun? Devta?
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi ha, devta...
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya Are us par jhagda nahi hai bhai ji
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya baat Eeshvar ke avtaar ki hi thi
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya Rajeev ji samadhan hua?
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi actual doubt kya he ?
      11 hours ago ·

    • Rajeev Sharma vishnu avtar ki
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi vishnu avtar me kya janna he ?
      11 hours ago ·

    • Rajeev Sharma yhi to main kah rha tha ki isswr ek h nisndeh ek h/likn avtar hote h
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya Agar vishni ka avtaar tha to vo devta hi the
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi mne aap ko rig veda ka 22 sukta k 5 richaye sunaya he..
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi kya aap unhe samjha he ?
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi right... vishnu devta hi he...
      11 hours ago ·

    • Rajeev Sharma hmmm
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi nasadiya sukta ne clearly keh rakha he k vishnu srijan k baad aye he.or srijan jisne krwaya whi iswar he.. vishnu nh.
      11 hours ago ·

    • Rajeev Sharma main agree krta hu...............
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya to fir dikkat kya hai Rajeev ji?
      11 hours ago ·


    • Rajeev Sharma kk ganesh ka sach
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi ganesh ji k bare me kya doubt he ?
      11 hours ago ·

    • Rajeev Sharma krshna v avtar h
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi ha... avtar ka matlab janiye....avtar matlab, alike, similar, equal,
      11 hours ago ·


    • Rajeev Sharma vajra j ///likn starth prkash main unko nhi mana gya h
      11 hours ago ·


    • Akhila Chandra Padhi mne satyarth prakash nh padha he.
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya Rajeev bhai.. Satyarth Prakash mein Eeshvar ke avtaar ka khandan hai
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya par akhila ji eeshvar ka avtaar nahi maante
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi kya aap batayenge k exact language kya he ?
      11 hours ago ·

    • Rajeev Sharma usme krisna bgwan ko sirf achcha purush bola gya h
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya SP mein Krishna Ji ke EEshvar hone ka khandan hai
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya jo aap bhi mante hain
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi ha, wo to me v kehta hu.. krishna vishnu ka avtar he, iswar ka avtar kese ho sakta he ? jb iswar sampurn he, to iswar ka ek hissa pura iswar jese kese ho sakta he ?
      11 hours ago ·


    • Vajra Arya Rajeev ji ab?
      11 hours ago ·

    • Rajeev Sharma shayd mujhe abhi v avtar clear nhi h
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi agr koi pura aap jesa gun dharan karta he, to wo apka avtar hoga. man lijiye, same dna and rna.. dna or rna hamare gunsutra he..
      11 hours ago ·


    • Rajeev Sharma mujhe devtawo ki pooja krni chahiya ya nhi
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya nahi, pooja keval eeshvar ki hoti hai
      11 hours ago ·


    • Akhila Chandra Padhi agr kisike gunsutra mere gunsutr same he, or agr wo mujhse pehle dharti pr aye the, to mu unka avtar hua...
      11 hours ago ·

    • Rajeev Sharma guru dev........aap btaye
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi devtao ka kartavya he manushya ko sukha shanti dena.
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya Moksha dena to Eeshvar ka hi kaam hai na?
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi agr hum unke kartabya karne keliye unko pooja karenge to ye riswat dena jesa he.
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi whi to hum aj kal karte he na, govt officers ko unka kam karne keliye riswat dete he.
      11 hours ago ·

    • Vajra Arya bilkul
      11 hours ago ·

    • Akhila Chandra Padhi kya ye sehi he ?
      11 hours ago ·

    • Rajeev Sharma nhi
      11 hours ago ·


    • Akhila Chandra Padhi lekin, hum unhe shaktishali bana sakte he, ta ki wo humari shayata kar sake. or yeh hum yagnya se kar sakte he. yagnya karne k time hum devta ko pooja nh karte, unko dan karte he. but, devato se hume sirf sukh or shanti mil sakta he. moksh nh... moksh keliye, bs iswar ki aradhana karna he.
      11 hours ago ·



    • Vajra Arya akhila bhai yadyapi main aapke poori maanyata se sahmat nahi hoon.. par fir bhi rajeev bhai ko ab koi shikaayat nahi honi chaahiye, Raajeev bhai thik hai na?

    • 11 hours ago ·

    • Rajeev Sharma hmm bilkul

1 comment:

  1. अगर एक सागर में दूध है उसमें से एक ग्लास दूध निकाल लिया जाए तो उस एक ग्लास में भी दूध ही होगा और सागर में भी दूध ही होगा। परमब्रह्म सागर की तरह है जब वो किसी ब्रह्माण्ड में साकार प्रकट होता है तब वो उसका एक भाग होता है।

    ReplyDelete